# |
FIRST VERSE OF GHAZAL |
COMMENTS |
== back to
{76} - {100} == |
||
{101} |
dair o ;haram se
guzre ab dil hai ghar hamaaraa hai ;xatm us aable par sair o safar hamaaraa |
12 v; M4; 1, 4, 7, 9 |
{102} |
;Gam rahaa jab
tak kih dam me;N dam rahaa dil ke jaane kaa nihaayat ;Gam rahaa |
9 v; M11; 3 |
{103} |
chorii me;N dil
kii vuh hunar kar gayaa dekhte hii aa;Nkho;N me;N ghar kar gayaa |
7 v; M18; 7 |
{104} |
vaa;N vuh to ghar
se apne pii kar sharaab niklaa yaa;N sharm se ((araq me;N ;Duub aaftaab niklaa |
10 v; M4; 2 |
{105} |
daamaan-e koh me;N
jo mai;N ;Daa;Rh maar royaa ik abr vaa;N se u;Th kar be i;xtiyaar royaa |
5 v; M4 |
{106} |
us chahre kii ;xuubii
se ((aba;s gul ko jalaayaa yih kaun shiguufah saa chaman zaar me;N laayaa |
11 v; M7; 1, 4, 8, 11 |
{107} |
dil jo zer-e ;Gubaar
ak;sar thaa kuchh mizaaj un dino;N mukaddar thaa |
16 v; M12; 1, 3, 4, 6 |
{108} |
teraa ru;x-e mu;xa:ta:t
qur:aan hai hamaaraa bosah bhii le;N to kyaa hai iimaan hai hamaaraa |
15 v; M4; 1, 3, 6, 10 |
{109} |
kyaa mu.siibat-zadah
dil maa))il-e aazaar nah thaa kaun se dard o sitam kaa yih :taraf daar nah thaa |
8 v; M13; 1, 2, 3, 4, 8 |
{110} |
jii apnaa mai;N
ne tere liye ;xvaar ho diyaa aa;xir ko justajuu ne tirii mujh ko kho diyaa |
4 v; M5 |
{111} |
;xa:t mu;N pah
aa))e jaanaa;N ;xuubii pah jaan degaa naachaar ((aashiqo;N ko ru;x.sat ka paan degaa |
9 v; M4; 3 |
{112} |
hotaa hai yaa;N
jahaa;N me;N har roz o shab tamaashaa dekhaa jo ;xuub to hai dunyaa ((ajab tamaashaa |
4 v; M4 |
{113} |
kal chaman me;N
gul o saman dekhaa aaj dekhaa to baa;G ban dekhaa |
7 v; M12 |
{114} |
judaa jo pahluu
se vuh dilbar-e yagaanah hu))aa tapish kii yaa;N ta))ii;N dil ne kih dard-e shaanah hu))aa |
5 v; M25; 1 |
{115} |
kyaa din the ve
kih yaa;N bhii dil-e aaramiidah thaa ruu aashiyaan-e :taa))ir-e rang-e pariidah thaa |
9 v; M5; 1, 3, 4, 7 |
{116} |
ka;srat-e daa;G
se dil rashk-e gulista;N nah hu))aa meraa dil ;xvaah jo kuchh thaa vuh kabhuu yaa;N nah hu))aa |
8 v; M13 |
{117} |
tere qadam se jaa
lagii jis pah miraa hai sar lagaa go kih mire hii ;xuun kii dast-giriftah ho ;hinaa |
9 v; M19 |
{118} |
qaabuu ;xizaa;N
se .zu((f kaa gulshan me;N ban gayaa dosh-e havaa pah rang-e gul-o-yasman gayaa |
7 v; M5 |
{119} |
la;xt-e jigar to
apne yak la;xt ro chukaa thaa ashk-e faqa:t kaa jhamka aa;Nkho;N se lag rahaa thaa |
14 v; M4 |
{120} |
sar-e daur-e falak
bhii dekhuu;N apne rubaruu ;Tuu;Taa kih sang-e ma;htasab se paa-e ;xum dast-e subuu ;Tuu;Taa |
6 v; M20; 2 |
{121} |
aa;Nkho;N me;N
jii miraa hai idhar yaar dekhnaa ((aashiq kaa apne aa;xirii diidaar dekhnaa |
10 v; M5; 1, 2, 6, 7 |
{122} |
;Gala:t hai ((ishq
me;N ai buu al-havas andeshah raa;hat kaa rivaaj us mulk me;N hai dard o daa;G o ranj o kulfat kaa |
9 v; M20; 1, 2, 3, 9 |
{123} |
jo is shor se miir
rotaa rahegaa to hamsaayah kaahe ko sotaa rahegaa |
7 v; M22 |
{124} |
na))ii :tarzo;N
se hai ;xaane me;N rang-e mai jhalaktaa thaa gulaabii rotii thii vaa;N jaam mu;Nh hans kar chhalaktaa thaa |
3 v; M20; 2 |
{125} |
tujh se har aan
mire paas kaa aanaa hii gayaa kyaa gilah kiije ;Gara.z ab vuh zamaanaa hii gayaa |
5 v; M13 |
== on to
{126} - {150} == |