#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{526}
kyaa mire sarv-e ravaa;N kaa ko))ii maa))il ek hai
sai;Nk;Ro;N ham ;xuu;N-giriftah hai;N vuh qaatil ek hai

8 v; M10
{527}
jab tak ka;Rii u;Thaa))ii ga))ii ham ka;Re rahe
ek ek sa;xt baat pah barso;N a;Re rahe

7 v; M5
*{528}
shash jihat se us me;N :zaalim buu-e ;xuu;N kii raah hai
teraa kuuchah ham se to kah kis kii bismil-gaah hai

5 v; M10; 1; on v.3 see {584,7}
{529}
mushkil hai honaa ruu-kash ru;xsaar kii jhalak ke
ham to bashar hai;N us jaa par jalte hai;N malak ke

5 v; M4
{530}
taa chand tire ;Gam me;N yuu;N zaar rahaa kiije
ummiid ((ibaadat par biimaar rahaa kiije

5 v; M6
{531}
:taaqat nahii;N hai jii me;N ne ab jigar rahaa hai
phir dil sitam-rasiidah ik :zulm kar rahaa hai

5 v; M4; on v.5 see {892,5}
{532}
qaraar dil kaa yih kaahe ko ;Dhang thaa aage
hamaare chahre ke uupar bhii rang thaa aage

5 v; M25; on v.3 see {1794,4}
{533}
tujh bin ;xaraab-o-;xastah zabuu;N ;xvaar ho ga))e
kyaa aarzuu thii ham ko kih biimaar ho ga))e

7 v; M5
{534}
tang aa))e hai;N dil us jii se u;Thaa bai;The;Nge
bhuuko;N marte hai;N kuchh ab yaar bhii khaa bai;The;Nge

9 v; M13
{535}
naalah taa aasmaan jaataa hai
shor se jaise baan jaataa hai

9 v; M12
{536}
mar hii jaa))e;Nge bahut hijr me;N naa-shaad rahe
phuul to ham ko ga))e ho yih tumhe;N yaad rahe

5 v; M13
{537}
jab rone bai;Thtaa huu;N tab kyaa kasar rahe hai
ruumaal do do din tak juu;N abr tar rahe hai

9 v; M4; on v.1 see {322,7}; on v.1 see {1791,1}
{538}
naale kaa aaj dil se phir lab talak gu;zar hai
;Tuk gosh rakhyo iidhar saath us ke kuchh ;xabar hai

11 v; M4; on v.7 see {508,2}; on v.8 see {451,5}
{539}
;Dhuu;N;Dhaa nah paa))iye jo us vaqt me;N so zar hai
phir chaah jis kii mu:tlaq hai hii nahii;N hunar hai

9 v; M4; on v.1 see {509,9}; on v.2 see {11,10}; on v.7 see {343,7}
{540}
shab sham((a par patang ke aane ko ((ishq hai
us dil jale ke taab ke laane ko ((ishq hai

7 v; M5
{541}
jab se us be-vafaa ne baal rakhe
.said bando;N ne jaal ;Daal rakhe

7 v; M12
{542}
yaa;N jo vuh nau-nihaal aataa hai
jii me;N kyaa kyaa ;xayaal aataa hai

5 v; M12; on v.3 see {1202,5}
*{543}
piirii me;N kyaa javaanii ke mausam ko ro))iye
ab .sub;h hone aa))ii hai ik dam to so))iye

7 v; M5; 1, 6, 7; trans.
*{544}
shab ga))e the baa;G me;N ham :zulm ke maare hu))e
jaan ko apnii gul-e mahtaab angaare hu))e
10 v; M10; 1, 6, 9
*{545}
kare kyaa kih dil bhii to majbuur hai
zamii;N sa;xt hai aasmaa;N duur hai

10 v; M23; 1, 3, 10
*{546}
ab miir jii to achchhe zandiiq hii ban bai;The
peshaanii pah de qashqah zunnaar pahan bai;The

7 v; M6; 1, 3, 4
{547}
nah tanhaa daa;G-e nau siine pah mere ik chaman nikle
har ik la;xt-e jigar ke saath sau za;xm-e kuhan nikle

5 v; M20
{548}
qa.sd gar imti;haan hai pyaare
ab talak niim-jaan hai pyaare
10 v; M12; on v.3 see {52,5}; on v.3 see {1357,7}; on v.10 see {293,8}
{549}
kal va((dah gaah me;N se juu;N tuu;N ke ham ko laa))e
ho;N;Tho;N pah jaan aa))ii par aah de nah aa))e
15 v; M4; on v.6 see G{111,10}; on v.8 see {128,8}; on v.8 see {602,2}; on v.10 see {429,7}; on v.11 see {451,2}
{550}
qabr-e ((aashiq par muqarrar roz aanaa kiijiye
jo gayaa jo jaan se us ko bhii jaanaa kiijiye
8 v; M10