#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
*{1101}
chaahat ke :tar;h-kash ho kuchh bhii a;sar nah dekhaa
:tar;he;N badal ga))ii;N par un ne udhar nah dekhaa

7 v; M4; 1, 4, 5
*{1102}
kiyaa hai ((ishq jab se mai;N ne us turk-e sipaahii kaa
phiruu;N huu;N chuur za;xmii us kii te;G-e kam-nigaahii kaa

7 v; M20; 1, 2, 3, 5, 7
*{1103}
aa;Nkho;N me;N apnii raat ko ;xuunaab thaa so thaa
jii dil ke i.z:tiraab se be-taab thaa so thaa

7 v; M5; 1, 3, 7
3 == diivaan-e suvvum == b
{1104}
maah-e .sayaam aayaa hai qa.sd i((tikaaf ab
jaa bai;The;N mai-kade me;N masjid se u;Th ke .saaf ab

7 v; M4
{1105}
:taaqat ta((ab kii ;Gam me;N tumhaare nahii;N hai ab
goyaa kih jaan jism me;N saare nahii;N hai ab

5 v; M5; on v.5 see {64,12}
{1106}
bolaa jo muu-pareshaa;N aa nikle miir .saa;hib
aanaa hu))aa kahaa;N se kahye faqiir .saa;hib

5 v; M4
{1107}
dil par to cho;T thii hii za;xmii hu))aa jigar sab
har dam bharii rahe hai lohuu se chashm-e tar sab

7 v; M4
{1108}
shevan me;N shab ke ;Tuu;Tii zanjiir miir .saa;hib
ab kyaa mire junuu;N kii tadbiir miir .saa;hib

5 v; M4
*{1109}
sab aatish-e sozindah-e dil se hai jigar aab
be-.sarfah kare .sarf nah kyuu;N diidah-e tar aab

11 v; M7; 1, 2, 4, 11; on v.5 see {774,2}; on v.6 see {1750,4}; on v.9 see {689,6}
{1110}
pa;Raa hai farq ;xvurd-o-;xvaab me;N ab
rahaa hai kyaa dil-e be-taab me;N ab

7 v; M21
3 == diivaan-e suvvum == t
{1111}
shi((r ke parde me;N mai;N ne ;Gam sunaayaa hai bahut
mar;siye ne dil ke mere bhii rulaayaa hai bahut

5 v; M10
*{1112}
((ajab nahii;N hai nah jaane jo miir chaah kii riit
sunaa nahii;N magar yih kih jogii kis ke miit

9 v; M25; 1, 2, 3, 7, 9; on v.4 see {1112,2}; on v.8 see G{116,6}
{1113}
jab se chalii chaman me;N tire rang-e paa;N kii baat
suntaa nahii;N hai ko))ii kalii ke dahaa;N kii baat

9 v; M5
{1114}
maanind-e mur;G dost nah kah'h baar baar dost
;Tuk soch bhii hazaar hai;N dushman hazaar dost

7 v; M5
{1115}
sair kii ham ne u;Th ke taa .suurat
vaisii dekhii nah ek jaa .suurat

7 v; M12
{1116}
va.sl-e dil-bar nah ;Tuk hu))aa qismat
mar chale hijr me;N hii yaa qismat

5 v; M12
{1117}
za;xm jhele daa;G bhii khaa))e bahut
dil lagaa kar ham to pachhtaa))e bahut

7 v; M11
{1118}
koshish apnii thii ((aba;s par kii bahut
kyaa kare;N ham chaahtaa thaa jii bahut

9 v; M11
{1119}
;xudaa jaaniye hovegii kyaa nihaayat
ajal to hai dil ke mara.z kii badaayat

5 v; M22
3 == diivaan-e suvvum == ;T
*{1120}
kyaa la;Rke dillii ke hai;N ((ayyaar aur na;T-kha;T
dil le;N hai;N yuu;N kih hargiz hotii nahii;N hai aaha;T

9 v; M4; 1
3 == diivaan-e suvvum == ;s
{1121}
tirii just-juu yaar kii hai ((aba;s
yih koshish gunah-gaar kii hai ((aba;s

3 v; M23
3 == diivaan-e suvvum == ch
{1122}
;haal kahne kii kise taab us aazaar ke biich
;haal rahtaa hii nahii;N ((ishq ke biimaar ke biich

7 v; M13; on v.5 see {24,2}
*{1123}
kal le ga))e the yaar hame;N bhii chaman ke biich
us kii sii buu nah aa))ii gul-o-yaasman ke biich

7 v; M5; 1, 2, 5, 7; on v.6 see {1123,5}
{1124}
jaanaa nah dil ko thaa tirii zulf-e rasaa ke biich
daanistah jaa pa;Re hai ko))ii bhii balaa ke biich
7v; M5
3 == diivaan-e suvvum == ;h
*{1125}
yaad aa gayaa to bahne lagii;N aa;Nkhe;N juu kii :tar;h
kuchh aa ga))ii thii sarv chaman me;N kisuu kii :tar;h
11 v; M5; 11; on v.10 see {1037,1}