#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1151}
ham nah samjhe raabi:tah un nau-;xa:to;N se thaa ;Gala:t
hote hai;N bar-;xvud ;Gala:t yih ho gayaa yih kyaa ;Gala:t

2 v; M10
 
3 == diivaan-e suvvum == :z
{1152}
jo vuh hai to hai zindagaanii se ;ha:z:z
mazah ((umr kaa hai javaanii se ;ha:z
:z
3 v; M23
 
3 == diivaan-e suvvum == ((
{1153}
aage jab us aatishii;N-ru;xsaar ke aatii hai sham((a
paanii paanii sharm-e mafra:t se hu))ii jaatii hai sham((a

1 v; M10
{1154}
hai mirii har ik ;Gazal par ijtamaa((
;xaanaqah me;N karte hai;N .suufii samaa((

7 v; M11
 
3 == diivaan-e suvvum == ;G
{1155}
ab nahii;N siine me;N mere jaa-e daa;G
soz-e dil se daa;G hai baalaa-e daa;G
5 v; M11
{1156}
.su;hbat kisuu se rakhne kaa us ko nah thaa dimaa;G
thaa miir-e be-dimaa;G ko bhii kyaa balaa dimaa;G

5 v; M5
 
3 == diivaan-e suvvum == f
{1157}
kyaa payaam-o-salaam hai mauquuf
rasm-e :zaahir tamaam hai mauquuf

7 v; M12
 
3 == diivaan-e suvvum == q
*{1158}
kyaa ;haqiiqat kahuu;N kih kyaa hai ((ishq
;haq shinaaso;N ke haa;N ;xudaa hai ((ishq

9 v; M12; 2, 7; on v.1 see {1158,7}; on v.5 see {239,2}
{1159}
gar baadiye me;N tujh ko .sabaa le ke jaa-e shauq
majnuu;N ko merii or se kahyo du((aa-e shauq

7 v; M5
 
3 == diivaan-e suvvum == k
*{1160}
har chand .sarf-e ;Gam me;N le dil jigar se jaa;N tak
lekin kabhuu shikaayat aa))ii nahii;N zabaa;N tak

5 v; M4; 1, 4, 5; on v.2 see {1595,1}
 
3 == diivaan-e suvvum == g
*{1161}
qatl-gah me;N dast-bos us kaa kare;N fii al-faur log
ham kha;Re talvaare;N khaave;N naqsh maare;N aur log

5 v; M10; 1, 2, 4
*{1162}
chaak-e dil hai anaar ke se rang
chashm-e pur-;xuu;N figaar ke se rang

9 v; M12; 2; on v.1 see {1162,2}
 
3 == diivaan-e suvvum == l
*{1163}
ab kii hazaar rang gulistaa;N me;N aa))e gul
par us ba;Gair apne to jii ko nah bhaa))e gul

13 v; M5; 1, 4, 12, 13
*{1164}
nah ;Tuk vaa-shud hu))ii jab se lagaa dil
il;aahii ;Gunchah hai pazhmurdah yaa dil
7 v; M21; 6; on v.5 see {1836,1}
{1165}
nah ;xoshah yaa;N nah daanah yaa;N jalaanaa ghaas kyaa ;haa.sil
tiraa ai barq ;xaa:tif us :taraf girnaa hai laa-;haa.sil

7 v; M20; on v.5 see {610,5}; on v.5 see {1679,9}
 
3 == diivaan-e suvvum == m
{1166}
jii ke ta))ii;N chhupaate nahii;N yuu;N to ;Gam se ham
par tang aa ga))e hai;N tumhaare sitam se ham

9 v; M5; on v.9 see SRF's article
{1167}
sar zer-e par hai;N der se ai ham-.safiir ham
vaaqif nahii;N havaa-e chaman se asiir ham

3 v; M5
{1168}
jo rahe yuu;N hii ;Gam ke maare ham
to yihii aaj kal sidhaare ham

7 v; M12
{1169}
ga))e ((ishq kii raah sar par qadam
balaa par chale aa))e har har qadam

9 v; M23
{1170}
miir aaj vuh bad-mast hai hushyaar raho tum
be-;xabarii us ko ;xabar-daar raho tum

7 v; M7
{1171}
aa ;Tuk shitaab jaate hai;N varnah jahaa;N se ham
kuchh ho rahe hai;N ;Gam me;N tire niim-jaa;N se ham

7 v; M5; on v.7 see {892,9}
{1172}
biimaarii-e dilii se zaar-o-nazaar hai;N ham
ik musht-e ustu;xvaa;N hai;N par apne baar hai;N ham

9 v; M4
{1173}
har har su;xan pah ab to karte ho guft-guu tum
un bad-mizaajiyo;N ko chho;Roge bhii kabhuu tum

7 v; M4
 
3 == diivaan-e suvvum == n
*{1174}
;Tha;N;Dii saa;Nse;N bhare;N hai;N jalte hai;N kyaa taab me;N hai;N
dil ke pahluu se ham aatish me;N hai;N aur aab me;N hai;N

7 v; M13; 1, 2, 6, 7; on v.5 see {78,7}
{1175}
kahe to ham-nishii;N rang-e ta.sarruf kuchh dikhaa))u;N mai;N
alag bai;Thaa ;hinaa bando;N ko aa;Nkho;N me;N rachaa))uu;N mai;N

12 v; M20