#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1901}
ham kabhuu ;Gam se aah karte the
aasmaa;N tak siyaah karte the

6 v; M12
{1902}
ve siyah-muu))ii-o-giriftaarii
duzd ;Gamzo;N kii vaisii ((aayaarii

10 v; M12
*{1903}
jam((a-afganii se un ne tarkash kiye hai;N ;xaalii
kis martabe me;N hogii siino;N kii ;xastah-;haalii

10 v; M4; 1, 3, 8; on v.4 see {584,3}; on v.5 see {1526,4}; on v.10 see {101,7}
{1904}
dostii ne to hamaarii jaa;N-gudaazii ;xuub kii
aah us dushman ne yih ((aashiq-navaazii ;xuub kii

7 v; M10; on v.5 see {226,6}; on v.5 see {435,2}; on v.5 see {977,5}; on v.5 see {1337,2}; on v.6 see {1916,5}
{1905}
ay ((ishq-e be-mu;haabaa tuu ne to jaan maare
;Tuk ;husn kii :taraf ho kyaa kyaa javaan maare

1 v; M4
{1906}
:taa))ir-fareb kitnaa hai vuh shikaar-peshah
mur;Gaan-e baa;G saare goyaa hai;N us ke maare

1 v; M4
{1907}
us su;xan-ras se agar shab kii mulaaqaat rahe
baat rah jaa))e nah yih din rahe;N ne raat rahe

7 v; M13; on v.2 see {471,3}; on v.2 see {1781,4}
{1908}
kyaa ((ishq-e be-mu;haabaa suthraa))o kar rahaa hai
maidaa;N bizan-gaho;N ke kushto;N se bhar rahaa hai

10 v; M4
{1909}
kyaa :tara;h hai yaa;N jo aa))e ho to sharmaa))e hu))e
baat ma;xfii kahte ho ;Gu.s.se se jha;Njhlaa))e hu))e

7 v; M10
{1910}
char;x par apnaa madaar dekhiye kab tak rahe
aisii :tara;h rozgaar dekhiye kab tak rahe

10 v; M16; on v.6 see {1913,2}
{1911}
falak karne ke qaabil aasmaa;N hai
kih yih piiraanah-sar jaahil javaa;N hai

9 v; M21; on v.2 see {1807,2}
{1912}
ham rahn-e baadah jaamah-e i;hraam kar chuke
mastii kii dair me;N qasm-e aqsaam kar chuke

7 v; M5
*{1913}
((ishq kyaa ko))ii i;xtiyaar kare
vuhii jii maare jis ko pyaar kare

7 v; M12; 2; on v.5 see {1853x,2}
{1914}
sab kaam sau;Np us ko jo kuchh kaam bhii chale
jap naam us kaa .sub;h ko taa naam bhii chale

7 v; M5
{1915}
ab dasht-e ((ishq me;N hai;N batang aa))e jaan se
aa;Nkhe;N hamaarii lag rahii hai;N aasmaan se

10 v; M5; on v.3 see {452,2}
*{1916}
gulbarg sii zabaa;N se bulbul ne kyaa fu;Gaa;N kii
sab jaise u;R ga))ii hai rangiinii gulsitaa;N kii

8 v; M4; 5; on v.2 see {1768,3}

== THE END ==