#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{576}
mujh soz ba((d-e marg se aagaah kaun hai
sham((a-e mazaar miir bajuz aah kaun hai

5 v; M5
{577}
dekhaa karuu;N tujhii ko man:zuur hai to yih hai
aa;Nkhe;N nah kholuu;N tujh bin maqduur hai to yih hai

7 v; M4
{578}
ko))ii hu))aa nah ruu-kash ;Tuk merii chashm-e tar se
kyaa kyaa nah abr aa kar yaa;N zor zor barse

10 v; M4; on v.2 see {254,8}; ; on v.6 see {610,5}; on v.7 see {553,4}
{579}
va((dah va((iid pyaare kuchh to qaraar hove
dil kii mu((amilat hai kyaa ko))ii ;xvaar hove

7 v; M4; on v.7 see {330,7}
{580}
rahii nah pu;xtagii ((aalam me;N daur ;xaamii hai
hazaar ;haif kamiino;N kaa char;x ;haamii hai

3 v; M25; on v.3 see {84,4}
{581}
anjaam-e dil-e ;Gam-kash ko))ii ((ishq me;N kyaa jaane
kyaa jaaniye kyaa hogaa aa;xir ko ;xudaa jaane

7 v; M6
{582}
ha;Nste ho rote dekh kar ;Gam se
chhe;R rakkhii hai tum ne kyaa ham se

11 v; M12
{583}
naalah-e ((ajz naqsh-e ulfat hai
ranj-o-ma;hnat kamaal raa;hat hai

20 v; M12
*{584}
phir us se :tara;h kuchh jo da((ve kii sii ;Daalii hai
kyaa taazah ko))ii gul ne ab shaa;x nikaalii hai

11 v; M6; 1, 3, 4, 7, 8; on v.5 see {584,4}
{585}
naaz-e chaman vuhii hai bulbul se go ;xizaa;N hai
;Tahnii jo zard bhii hai so shaa;x-e za((faraa;N hai

10 v; M4; on v.1 see {429,7}; on v.5 see {602,6}; on v.7 see {354,1}; on v.7 see {1578,2}; on v.7 see {1746,9}; on v.8 see {851,7}; on v.8 see {1001,9}
{586}
teraa ;xiraam dekhe to jaa se nah hal sake
kyaa jii tadarv kaa jo tire aage chal sake

11 v; M5
{587}
;xvurshiid tere chahre ke aaguu nah aa sake
us ko jigar bhii shar:t hai jo taab laa sake

11 v; M5
{588}
kyaa ;Gam me;N vaise ;xaak-fitaadah se ho sake
daaman paka;R ke yaar kaa jo ;Tuk nah ro sake

6 v; M5; on v.1 see {584,8}
{589}
aatish ke shu((le sar se hamaare gu;zar ga))e
bas ai tab-e firaaq kih garmii me;N mar ga))e

9 v; M5
{590}
din ko nahii;N hai chain nah hai ;xvaab-e shab mujhe
marnaa pa;Raa .zaruur tire ;Gam me;N ab mujhe

8 v; M5
{591}
kaatib kahaa;N dimaa;G jo ab shikvah ;Thaaniye
bas hai yih ek ;harf kih mushtaaq jaaniye

6 v; M5; on v.6 see {226,6}; on v.6 see {977,5}
{592}
mare us rak ke mar jaane se vuh ;Gaafil hai kyaa jaane
gu;zarnaa jaan se aasaa;N bahut mushkil hai kyaa jaane

7 v; M20; on v.7 see {84,4}
{593}
kab talak jii ruke ;xafaa hove
aah karye kih ;Tuk havaa hove

10 v; M12; on v.9 see {502,3}
*{594}
kuchh to kah'h va.sl kii phir raat chalii jaatii hai
din gu;zar jaa))e;N hai;N par baat chalii jaatii hai

11 v; M13; 5; trans.
*{595}
mun.sif jo tuu hai kab ta))ii;N yih dukh u;Thaa))iye
kyaa kiije merii jaan agar mar nah jaa))iye

8 v; M5; 8
*{596}
nahii;N visvaas jii ga;Nvaane ke
haa))e re ;zauq dil lagaane ke
12 v; M12; 2
{597}
kam-fur.satii-e gul jo kahii;N ko))ii nah maane
aise ga))e ayyaam-e bahaaro;N kih nah jaane

16 v; M7; on v.16 see {1161,2}; on v.16 see {1506,1}
{598}
tan hijr me;N us yaar ke ranjuur hu))aa hai
be-:taaqatii-e dil ko bhii maqduur hu))aa hai

10 v; M7; on v.2 see {595,8}
{599}
chal qalam ;Gam kii raqam ko))ii ;hikaayat kiije
har sar-e ;harf pah faryaad nihaayat kiije

6 v; M13
{600}
dil jo pur beqaraar rahtaa hai
aaj-kal mujh ko maar rahtaa hai

14 v; M12