#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{651}
kuuchah-e yaar se nah jaa))e;Nge
kaise hii ho;Nge ham ga))e gu;zre

1 v; M12
{652}
piir-e kan((aa;N se gayaa kab dard-e ((ishq
go mi;sal ho aa;Nkh phuu;Tii piir ga))ii

1 v; M11
{653}
vaabastah dil-baro;N ke ;xaamosh hai;N hameshah
un saa;hiro;N ne aise mu;Nh ((aashiqo;N ke baa;Ndhe

1 v; M4
{654}
aarasii aarasii vuh hai vuh hai
yih nah mu;Nh dekhe kii sii mai;N ne kahii

1 v; M12
{655}
;Gam me;N dil .sabr-o-hosh ai pyaare
haath kaano;N me;N rakh ga))e saare
1 v; M12
{656}
un ne dekhaa jo u;Th ke sote se
u;R ga))e aa))ine ke tote se

1 v; M12
{657}
dekhtaa huu;N to kaam meraa miir
avval-e ((ishq hii me;N aa;xir hai

1 v; M12
{658}
chashm har gul me;N us kii jaa dekhii
usii kii baa;G me;N havaa dekhii

1 v; M12
{659}
tirii ham-chashm nargis kyaa .sanam hai
likhaa hai gar kahii;N sahv ul-qalam hai

1v; M21
{660}
naqd-e dil chho;Rte nahii;N ;xuubaa;N
us pah goyaa kih qar.z khaayaa hai

1 v; M12
{661}
maayuus-e va.sl us kaa chitvan me;N mat kaho tum
jo ho shumaar dam me;N us kii umiid kyaa hai

1 v; M4
{662}
;xi.zr-e rah ((ishq me;N nah ;Dhuu;N;Dh kih yaa;N
raah kii baat kho))e detii hai
1 v; M12
{663}
;Gaalib hai ko))ii din ko ;Dhuu;N;Dho to phir nah paa))o
dil raftah raftah ;Gam me;N aadhaa nahii;N rahaa hai

1 v; M4
2 == diivaan-e duvvum == aa
{664}
har ;zii-;hayaat kaa hai sabab jo ;hayaat kaa
nikle hai jii hii us ke liye kaa))inaat kaa

11 v; M5; on v.4 see {128,8}; on v.4 see G{111,1}; on v.5 see {667,1}
{665}
jalvah nahii;N hai na:zm me;N ;husn-e qabuul kaa
diivaa;N me;N shi((r gar nahii;N na((t-e rasuul kaa

9 v; M5; on v.7 see {344,5}; on v.8 see {344,5}
{666}
jo mu((taqid nahii;N hai ((alii ke kamaal kaa
har baal us ke tan pah hai muujib vabaal kaa

9 v; M5
*{667}
la;z;zat se nahii;N ;xaalii jaano;N kaa khapaa jaanaa
kab ;xi.zr-o-masii;haa ne marne kaa mazah jaanaa

16 v; M6; 1, 4, 6, 11, 16; trans.
*{668}
haa))e ;xi:taab kyaa kyaa dekhe ((itaab kyaa kyaa
dil ko lagaa ke ham ne khe;Nche ((a;zaab kyaa kyaa

9 v; M4; 3; on v.4 see {1714,6}
*{669}
daaman vasii(( thaa to kaahe ko chashm tar saa
ra;hmat ;xudaa kii tujh ko ai abr zor barsaa

11 v; M4; 2
{670}
te;G-e sitam se us kii miraa sar judaa hu))aa
shukr-e ;xudaa kih haqq-e mu;habbat adaa hu))aa

9 v; M5
{671}
raftaar-o-:taur-o-:tarz-o-ravish kaa yih ;Dhab hai kyaa
pahle suluuk aise hii tere the ab hai kyaa

10 v; M5
{672}
jhamke dikhaa ke :tuur ko jin ne jalaa diyaa
aa))ii qiyaamat un ne jo pardah u;Thaa diyaa

12 v; M5
*{673}
bahuto;N ko aage thaa yihii aazaar ((ishq kaa
jiitaa rahaa hai ko))ii bhii biimaar ((ishq kaa

12 v; M5; 7; trans.
{674}
sitam se go yih tire kushtah-e vafaa nah rahaa
rahe jahaan me;N to der me;N rahaa nah rahaa
9 v; M25
{675}
karte hii nahii;N tark butaa;N :taur-e jafaa kaa
shaayad hame;N dikhlaave;Nge diidaar ;xudaa kaa

10 v; M7; on v.2 see {1504,2}