#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
*{1501}
ak;sar kii be-dimaa;Gii har dam kii sar-giraanii
ab kab ga))ii u;Thaa))ii hai zor-e naa-tavaanii

7 v; M4; 1, 5, 6
*{1502}
chalo chaman me;N jo dil khule ;Tuk baham ;Gam-e dil kahaa kare;Nge
:tayuur hii se bakaa kare;Nge gulo;N ke aage bukaa kare;Nge

7 v; M24; 1, 2, 3, 4; on v.6 see {949,8}
{1503}
suno sar-gu;zisht ab hamaarii zabaanii
sunii garchih jaatii nahii;N yih kahaanii

8 v; M22
*{1504}
chalte ho to chaman ko chaliye kahte hai;N kih bahaaraa;N hai
paat hare hai;N phuul khile hai;N kam kam baad-e bahaaraa;N hai

5 v; M01; 1, 2, 3, 5; on v.4 see {1504,3}
{1505}
ham us martabah phir bhii lashkar ga))e
ta((ab aisii gu;zrii kih mar mar ga))e

5 v; M23; on v.5 see {1506,7}
*{1506}
kab va((de kii raat vuh aa))ii jo aapas me;N nah la;Raa))ii hu))ii
aa;xir us aubaash ne maaraa rahtii nahii;N hai aa))ii hu))ii

7 v; M01; 1, 5, 6, 7
*{1507}
mausum hai nikle shaa;xo;N se patte hare hare
paudhe chaman me;N phuulo;N se dekhe bhare bhare

5 v; M5; 1, 2, 5
{1508}
hamaarii terii mavaddat hai dost-daarii kii
hazaar sabaqo;N se saabiq ek yaarii kii

7 v; M25
{1509}
nah ;xaa:tir par alam tere nah dil par kuchh sitam tere
ma;hall-e ra;hm hove;N kis :tara;h ma:zluum ham tere

3 v; M20
{1510}
((ishq me;N kho))e jaa))oge to baat kii tah bhii paa))oge
qadr hamaarii kuchh jaanoge dil ko kahii;N jo lagaa))oge

9 v; M01; on v.6 see {1746,9}
{1511}
ab ke safar ko ham se vuh mah judaa gayaa hai
ru;x.sat me;N lag gale se chhatii jalaa gayaa hai

7 v; M4; on v.6 see {610,5}; on v.7 see {610,5}
{1512}
kaho so karye firaaq us kaa to jii ko mere khapaa gayaa hai
daruu;N me;N aag ik lagaa gayaa hai biruu;N ko yaksar jalaa gayaa hai

3 v; M24
{1513}
.sabr kar rah jo vuh ((itaab kare
varnah kyaa jaane kyaa ;xi:taab kare

7 v; M12
{1514}
afsaanah-;xvaa;N kaa la;Rkaa kyaa kahye diidanii hai
qi.s.sah hamaaraa us kaa yaaro shuniidanii hai

5 v; M4; on v.1 see {1450,5}; on v.1 see G{75,3}; on v.3 see G{75,3}; on v.4 see {1806,1}
{1515}
;haal rahaa ho ham me;N kuchh to ;haal kisuu se kahaa jaave
aan rahe hai;N aaj damo;N par kal tak kyuu;N-kih raha jaave

3 v; M01
{1516}
((ishq chhupaa kar pachhta))e ham suukh ga))e ranjuur hu))e
ya((nii aa;Nsuu pii pii ga))e so za;xm-e jigar naasuur hu))e

7 v; M01
{1517}
jo ba;h;s jii se vafaa me;N hai so to ;haa.zir hai
pah far:t-e shauq se mujh ko malaal-e ;xaa:tir hai

5 v; M25
{1518}
hotii nahii;N tasallii-e dil gulsitaa;N se bhii
taskii;N nahii;N hai jaan ko aab-e ravaa;N se bhii

7 v; M5
{1519}
((ishq kiyaa hai jab se ham ne dil ko ko))ii maltaa hai
ashk kii sur;xii zardii chahrah kyaa kyaa rang badaltaa hai

7 v; M01
{1520}
jab se sitaarah .sub;h kaa niklaa tab se aa;Nsuu jhamkaa hai
dil ta;Rphaa jo us mah-ruu bin sar ko hamaare dhamkaa hai
5 v; M01; on v.3 see {1504,2}
{1521}
;xvaahish dil kii kis se kahye ma;hram to naa-paidaa hai
chup hai;N kuchh kar sakte nahii;N par jii me;N hamaare kyaa kyaa hai

3 v; M01
{1522 }
.sabr kiyaa jaataa nahii;N ham se .zu((f bhii hai betaabii hai
sahl nahii;N hai jii kaa ;Dhahnaa kaisii ;xaanah-;xaraabii hai

7 v; M01
{1523}
dil kii baat kahii nahii;N jaatii chupke rahnaa ;Thaanaa hai
;haal agar hai aisaa hii to jii se jaanaa jaanaa hai

9 v; M01
{1524}
kaliid-pech agar raq((ah yaar kaa aave
to dil kih qufl saa bastah hai kaisaa khul jaave

3 v; M25; on v.3 see {1574,6}
{1525}
mai;N us kii judaa))ii me;N ta.sdii(( bahut paa))ii
darveshii-o-kampaa))ii be-.sabrii-o-tanhaa))ii

5 v; M6