#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
*{1851}
aa))e hai;N miir kaafir ho kar ;xudaa ke ghar me;N
peshaanii par hai qashqah zunnaar hai kamar me;N

9 v; M4; 1, 8, 9; on v.2 see {1123,5}
*{1852}
aa;Nkh lagii hai jab se us se aa;Nkh lagii zinhaar nahii;N
nii;Nd aatii hai dil-jam((ii me;N so to dil ko qaraar nahii;N

7 v; M01; 1, 3, 4
*{1853}
:turfah ;xvush-ruu dam-e ;xuu;N-rez adaa karte hai;N
vaar jab karte hai;N mu;Nh pher liyaa karte hai;N

13 v; M13; 5, 8; on v.2 see {292,7}; on v.9 see {292,9}; v.11 see {292,11}
[*{1853x}]

jo jo :zulm ki))e hai;N tum ne so so ham ne u;Thaa))e hai;N
daa;G-e jigar pah jalaa))e hai;N chhaatii pah jaraa;hat khaa))e hai;N

M01; 3 verses inserted into SSA from shikaarnaamah-e duvvum
{1854}
naa-aashnaa ke apne jaise ham aashnaa hai;N
us :taur us :tara;h ke aise kam aashnaa hai;N

5 v; M4
{1855}
dam hai muhlat-sheb me;N jaa))egaa ab yih ;Gam kahaa;N
tum hu))e ra((naa javaa;N baa ul-far.z lekin ham kahaa;N

6 v; M10
{1856}
gar roz-gaar hai yihii hijraan-e yaar me;N
to kyaa rahe;Nge jiite ham is roz-gaar me;N

12 v; M5; on v.2 see {1579,2}; on v.10 see {1852,3}
{1857}
go kih but-;xaane jaa rahaa huu;N mai;N
bah ;xudaa baa ;xudaa rahaa huu;N mai;N

10 v; M12; on v.3 see {897,6}
 
6 == diivaan-e shashum == v
{1858}
zamaane ne dushman kiyaa yaar ko
silaayaa mire ;xuu;N me;N talvaar ko

9 v; M23
{1859}
kin ne kahaa kih mujh se bahut kam milaa karo
minnat bhii mai;N karuu;N to nah hargiz manaa karo

9 v; M5; on v.9 see {1818,9}
{1860}
kyuu;N-ke niiche haath ke rakkhaa dil-e betaab ko
vuh jo ta;Rpaa le gayaa aasuudagii-o-;xvaab ko

7 v; M10; on v.6 see {1174,2}
{1861}
chho;Raa junuu;N ke daur me;N rasm-o-rah-e islaam ko
tah kar .sanam-;xaane chalaa huu;N jaamah-e i;hraam ko

6 v; M3
{1862}
agle sab chaahte the ham se vafaa-daaro;N ko
kuchh tumhii;N pyaar nahii;N karte jafaa-maaro;N ko

8 v; M13; on v.7 see {254,2}
{1863}
haath be-sub;hah ;Tuk rahaa nah kabhuu
dil kaa mankaa vale phiraa nah kabhuu

8 v; M12
*{1864}
;Tuk naqaab ul;To mat ((itaab karo
kholo mu;Nh ko kih phir ;xi:taab karo

7 v; M12; 5
{1865}
bas ab ban chuke ruu-o-muu-e saman buu
girii ho ke be-hosh mashshaa:tah yak suu

6 v; M22; on v.5 see {777,9}
{1866}
likhe hai kuchh to kaj kar chashm-o-abruu
baraat-e ((aashiqaa;N par shaa;x-e aahuu

5 v; M21
{1867}
chaahat me;N ;xuub-ruuyo;N kii kyaa jaane kyaa nah ho
be-taab dil kaa marg kahii;N mudda((aa nah ho

9 v; M5
 
6 == diivaan-e shashum == h
{1868}
har-chand ja;zb-e ((ishq se tashriif yaa;N bhii laa))e vuh
par ;xvud gum aisaa me;N nahii;N jo sahl mujh ko paa))e vuh

7 v; M3
{1869}
ab dil ;xizaa;N me;N rahtaa hai jii kii rukan ke saath
jaanaa hii thaa hame;N bhii bahaar-e chaman ke saath

7 v; M5; on v.6 see {859,5}; on v.6 see {1815,2}
{1870}
marte hai;N ham to us .sanam-e ;xvud-numaa ke saath
jiite hai;N ve hii log jo the kuchh ;xudaa ke saath
9 v; M5
*{1871}
na:zr aayaa thaa .sub;h duur se vuh
phir chhupaa ;xvur saa apne nuur se vuh

7 v; M12; 7
{1872}
aazaar-kash to us ke aazaar hai hameshah
aazurdah dil kisuu kaa biimaar hai hameshah

8 v; M4
*{1873}
dil hai merii ba;Gal me;N .sad-paarah
aur har paarah us kaa aavaarah

7 v; M12; 5
{1874}
maktuub der pahu;Nchaa har do :taraf se saadah
kyaa sho;x-:tab((a hai vuh pur-kaar saadah saadah

10 v; M4
 
6 == diivaan-e shashum == e , ii
{1875}
kahte hai;N marne-vaale yaa;N se ga))e
sab yihii;N rah ga))e kahaa;N se ga))e

5 v; M12; on v.5 see {472,8}