#
FIRST VERSE OF GHAZAL
COMMENTS
 
 
{701}
te;G le kar kyuu;N to ((aashiq par gayaa
zer-e lab jag kuchh kahaa vuh mar gayaa

7 v; M11
{702}
jii ruk ga))e ay hamdam dil ;xuun ho bhar aayaa
ab .zab:t kare;N kab tak mu;Nh tak to jigar aayaa

11 v; M6
{703}
yaar hai miir kaa magar gul saa
kih sa;har naalah kash hai bulbul saa

9 v; M12
{704}
chaman me;N jaa ke jo mai;N garm-e va.sf-e yaar hu))aa
gul ishtiyaaq se mere gale kaa haar hu))aa

7 v; M25
{705}
ek dil ko hazaar daa;G lagaa
andaruune me;N jaise baa;G lagaa

5 v; M12; 5
{706}
te;G kii apnii .sifat likhte jo kal vuh aa gayaa
ha;Ns ke us parche ko mere hii gale ba;Ndhvaa gayaa

10 v; M10
{707}
dil ((ishq me;N ;xuu;N dekhaa aa;Nkho;N ko gayaa dekhaa
pai;Gambar-e kan((aa;N ne dekhaa nah kih kyaa dekhaa

7 v; M6
{708}
naa-gah jo vuh .sanam sitam iijaad aa gayaa
dekhe se :taur us ke ;xudaa yaad aa gayaa

5 v; M5
{709}
garm mujh so;xtah ke paas se jaanaa kyaa thaa
aag lene magar aa))e the yih aanaa kyaa thaa

7 v; M13
{710}
vaarad-e gulshan ;Gazal-xvaa;N vuh jo dilbar vaa;N hu))aa
daaman-e gul giryah-e ;xuunii;N se sab afshaa;N hu))aa

11 v; M10; 11
{711}
aayaa hai abr jab kaa qible se tiiraa tiiraa
mastii ke ;zauq me;N hai;N aa;Nkhe;N bahut hii ;xiiraa

9 v; M4; 1, 5, 6, 9
{712}
yaa;N apnii aa;Nkhe;N phir ga))ii;N par vuh nah aa phiraa
dekhaa nah bad-gumaan hamaaraa bhalaa phiraa

12 v; M5
{713}
phirye kab tak shahr me;N ab suu-e .sa;hraa ruu kiyaa
kaam apnaa us junuu;N me;N ham ne bhii yak suu kiyaa

9 v; M10
{714}
((aashiq tire laakho;N hu))e mujh saa nah phir paidaa hu))aa
tujh par ko))ii ay kaam jaa;N dekhaa nah yuu;N martaa hu))aa
9 v; M3
{715}
tamaam roz jo kal mai;N piye sharaab phiraa
bisaan jaam liye diidah-e pur-aab phiraa

7 v; M25
{716}
be-rang be-;sabaatii yih gulsitaa;N banaayaa
bulbul ne kyaa samajh kar yaa;N aashiyaa;N banaayaa

11 v; M4
{717}
us kaam jaan o dil ne ((aalam kaa jaan maaraa
zulfo;N kii carhamii se barham jahaan maaraa

9 v; M4
{718}
yih miir-e sitam-kashtah kisuu vaqt javaa;N thaa
andaaz su;xan kaa sabab-e shor o fu;Gaa;N thaa

9 v; M7
{719}
((ishq ko biich me;N yaa rab to nah laayaa hotaa
yaa tan-e aadmii me;N dil nah banaayaa hotaa

10 v; M13
{720}
mak;s :taala(( dekh vuh iidhar ko chal kar rah gayaa
raat jo thii chaa;Nd saa ghar se nikal kar rah gayaa

9 v; M10
{721}
:tariiq ;xuub hai aapas me;N aashnaa))ii kaa
nah pesh aave agar mar;halah judaa))ii kaa
11 v; M25; 1, 3, 5, 8, 11
{722}
yih raftagii bhii hotii hai jii hii chalaa gayaa
kul ;haal miir dekh ke ;Gash mujh ko aa gayaa
12 v; M5; 10
{723}
soz-e daruu;N se aa;xir bhasmant dil ko paayaa
us aag ne bha;Rak kar darbast ghar jalaayaa

10 v; M4
{724}
nuktah mushtaaq o yaar hai apnaa
shaa((irii to shi((aar hai apnaa

7 v; M12; 1, 2, 5
{725}
ruu-kash hu))aa jo shab vuh baalaa-e baam niklaa
maah-e tamaam yaaro kyaa naa-tamaam niklaa

5 v; M4